Dear Coronavirus! (Song)
Here You Find Poetry on Coronavirus Which Can Enjoy Your Heart so read in your Voice And Enjoy.
Oo Oo Jane Jana, Chaina se tera kyu hua yaha aana
Oo Oo Corona bandh kar ab yeh rona dhona
Oo Oo Sun Devta kab Hoga Hayye Garmi Ka Rona Dhona.
.
.
Oo Oo Jane Jana, Corona ab tu jana
Kitna felega abhi, Kyun hume he satata ?
Kaise tu dur jaye, dhundhe ab yeh jamana.
.
.
Oo Oo jane jana, Corona ab tu jana
Fati padi hain sabki, Ab to hme na darana
Kab tak hain yaha ka thikana,
Kab tu hoga ravana ?
.
.
Oo Oo jane jana, Corona ab tu jana
Dhandhe pade hain mande, Daam Hoo gye dugune.
.
.
Oo Oo jane jana, Corona ab tu jana
Bandh karva diya hain ab bahar jana,
Kya kya abhi se hain karna..?
.
.
Oo Oo jane jana, Corona ab tu jana
Lockdown ho gyi hain countries, Fir bhi nhi hain teko santi
Sanitizer huye hain mahenge, Toilet paper ki hain tangi.
.
.
Oo Oo jane jana, Corona ab tu Jaldi jana
Maf karde Oo jane jana, Picha chod na bhai hamara...!!||
Post a Comment
Please Do Not Enter Any Spam Link or Abuse Word in The Comment Box.